🌷 ▫ *Aaj Ki Hadees* ▫ 🌷
🍁 Hazrat Abdullah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala se uska fazal maango kyunke Allah Ta'ala ko ye baat pasand hai ke unse maanga jaye aur kushadgi (ki dua ke baad kushadgi) ka intezaar karna afzal ibaadat hai. (Tirmizi: 3571)
✺ Faida: Kushadgi ke intezaar ka matlab ye hai ke is baat ki umeed rakhi jaye ke jis rehmat, hidaayat, bhalayi keliye dua maangi jaa rahi hai woh In Shaa Allah zaroor hasil hogi.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Anas ibne-Malik Radiyallahu 'anhu narrates that indeed a man asked Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam: When would be the Last Hour O Rasullallah? Rasulullah §allallahu 'alaihi wasallam replied: What have you prepared for it? He replied: I have not prepared for it with much of Salat, nor Saum, nor Sadaqah; but I love Allah and His Messenger. He said: (On the day of Resurrection) You will be with those whom you loved (in this world). (Bukhari: 6171)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download App* - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.