💢❄💢❄ ﷽ 💢❄💢
╂─────────────────╂
🕋 SAWALAAT-E-HAJJ 🕋
╂─────────────────╂
┗────┯ posт ղo☞23
✧⇝❥Tawaf Ya Sa'Ee Ke Chakkaro Me Shak Ho Jaye To Kya Kare....?
★➻Agar Chakkaro Me Shak Ho Jaye To Kam Miqdar Par Amal Kare..
Ye Us Waqt Hai Jab Ke Tawaf Ya Sa'Ee Ke Shuru Ya Darimyan Me Shak Hoa Ho,
✧≫Agar Tawaf Ya Sa'Ee Se Farig Hone Ke Baad Shak Ho Jaye To Us Par Koi Cheez Lazim Nahi,
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✧⇝❥Agar Koi 13 Zilhajja Ko Rami Karna Chahta Hai Aur Mina Me Ruk Gaya To 13 Ka Waqt Kya Hoga...?
★➻13 Zilhajj Ka Rami Ka Waqt Subah Sadiq Se Gurub Tak Hai. Lekin Zawal Se Pehle Makruhe Tanzihi Hai Aur Zawal Ke Baad Masnoon Hai Aur Gurub Ke Baad Waqt Bilkul Khatam Hai. Agar Kisi Ne Gurub Tak Na Kiya 13 Ki Rami To Dum Aa Jayega,
Wazeh Ho Ke 11 Aur 12 Ko Rami Ka Waqt Zawal Ke Baad Hee Shuru Hota Hai Zawal Se Pehle Durust Nahi.
📮☞ Next Post Bhahut Jald In Sha Allah
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.