TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Monday, August 6, 2018

Hajj-SAWALAAT-E-HAJJ

​​​💢❄​​​💢❄  *﷽*  ​​​💢❄​​​💢
       
╂─────────────────╂
*🕋     SAWALAAT-E-HAJJ   🕋*
╂─────────────────╂
┗────┯ *posт ղo☞22* 

*✧⇝❥Hajiyon Ke Liye Zilhajja Ke Shuru Hone Ke Baad Baal Aur Nakhun Katne Ka Kya Masla Hai, Kaat Sakte Hai Ya Nahi.? ...Marwa Par Saloon Me Ehraam Kholne Ke Liye Takla Karne Ke Liye Shuru Me Saboon Wala Pani Chirdka Jata Hai Sufed Rang Ka Hota Hai To Kya Ehraqm Khulne Se Pehle Kya Woh Saboon Wala Pani Sar Par Istimal Kar Sakte Hai..?*

 
 
       
   
★➻Agar Ehram Ki Halat Me Hai To Baal Aur Nakhun Kisi Waqt Bhi Nahi Kaat Sakte Chahe Zilhaj Ka Mahina Ho Ya Na Ho, 

Albatta Ehram Bandhne Ke Mustahabbat Me Se Ye Hai Ke Nakhun Aur Gair Zaruri Baal Jaise Bagal Ke Aur Zere Naaf Ke Baal Kaat Liye Jaye. 
Isliye Agar Koi Zilhajja Ke Mahine Me Ehram Bandh Raha Hai, Jaise Hajj Ka Ehram 7  Zilhajja Ki Raat Me Bandhte Hai.

Ya 1 Zilhajja Ke Baad Koi Haji Yahan Se Ja Raha Hai To Usko Katna Mustahab Hai, 

Wazeh Ho Ke Zilhajja Shuru Hone Ke Baad Qurbani Karne Wale Ko Na Katna Mustahab Hai, 

Jabke Haji Ko Ehram Bandhne Se Pehle Katna Mustahab Hai, 

✧≫ Marwa Par Ya Kisi Bhi Saloon Me Sufed Saboon Wala Pani Jo Chhirka Jata Hai Agar Khushbudar Hai,, To Baal Katne Se Pehle Ehram Ki Halat Hai Isliye Na Chhirakne De. Warna Dam Aa Jayega.
Keh De Ke Sada Pani Daal Kar Baal Mundho. 

Agar Sufed Saboon Wale Pani Me Khushbu Nahi Hai To Chirakne Ki Gunjaish Hai.

 
 
       
   
Ahtiyat Sade Pani Chhirakne Me Hai.

*★ Ye Masla Wahan Bohot Pesh Aata Hai Isliye Ahtiyat Kare Aur Logo Bhi Bataye .*

*📮☞ ​Next Post Bhahut Jald In Sha Allah*

​​​💢❄​​​💢❄​​​💢❄​​​💢❄​​​💢

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.