TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Tuesday, August 21, 2018

Daily Quran Hadees-9th Zilhajja-1439 Hijri-21st August 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙9th Zilhajja, 1439 Hijri
☀21st August, 2018

"1⃣  "Gaai ka doodh istemaal kiya karo, kyonki woh har qism ka paudon ko charti hai ( is liye) us ke doodh mein har beemaari se shifa (cure) hai.""{Mustadrak:8224}"

"2⃣ "Jo log khush haali mein bhi aur bad haali mein bhi (ALLAAH ke liye) kharch karte hain aur jo log gusse ko pee jaane aur logon ko maaf kar dene ke aadi hain, ALLAAH aise nek logon se muhabbat karta hai.""{Sura-e-aale imraan:134}"

"3⃣ "Sach bolne wala taajir, Qayaamath ke din arsh ke saaye me hoga Targheeb wa tarteeb: 2746

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (234th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.