TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, August 18, 2018

Daily Quran Hadees-6th Zilhajja-1439 Hijri-18th August 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙6th Zilhajja, 1439 Hijri
☀18th August, 2018

1. log khud bhi kanjoosi karte hain, aur doosaru ko bhi kanjoosi karne ka hukum dte hain aur jo kuch ALLAAH Ta'ala ne apne fazal se un ko diya hain us ko chupate hain, hum ne aise na farmaan logon ke liye zaleel karne wala azaab  tayyar kar rakha hain, (Quran:Nisa-37)

2 Jis aadmi ne kisi se kharz liya, phir is ki niyyat kharz ada karne ki na ho (aur na hi us ne apni zindagi me kharz ada kiya), toh woh ALLAAH se chor hone ke haalath me milega (Ibn-e-maja:)

3 Woh aadmi kabhi ghareeb aur mohtaaj nahi hota, jo na ziyada kharch kare aur ba kam, balke beech ki raah ikhtiyaar kare Sho'bul imaan:6569

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (231st day)_

*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.