🌷 ▫ *Aaj Ki Hadees* ▫ 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Qayamat ke din log teen qismon mein uthaye jayeingey. Paidal chalne waale, sawaar aur mooh ke bal chalne waale. Arz kiya gaya: Ya Rasulullah ! Mooh ke bal kis tarah chal sakengey ? Aap ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis Allah ne unhe paon ke bal chalaya hai, woh unko mooh ke bal chalane par bhi yaqeenan qudrat rakhte hain. Achchhi tarah samajh lo ! yeh log apne mooh ke zariye hi zameen ke har teelay aur kaante se bacheingey. (Tirmizi: 3142)
🌷▫ *Hadith of the Day* ▫🌷
🍁 Hadith: Mu'adh Ibn Anas Juhani Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: He who remains sitting in his place of Salat, after offering his Fajr Salat, till he offers the forenoon Salat, saying nothing except what is good, his sins will be forgiven, even if they are more than the foam of the sea. (Abu Dawud: 1287)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download App* - Goo.gl/9ZbYUe
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.