🌷 *Aaj Ki Hadees* 🌷
🍁 Hazrat Ubayy Bin Ka'ab Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Ek aadmi ka dusre ke saath bajamaat Namaaz padhna uske akele Namaaz padhne se afzal hai aur teen aadmiyon ka bajamaat Namaaz padhna do aadmiyon ke bajamaat padhne se afzal hai. Isi tarah jamaat ki Namaaz mein majma jitna zyaada hoga utna hi Allah Ta'ala ko zyaada mehboob hai. (Abu Dawood: 554)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455
🌷*Hadith of the Day* 🌷
🍁 Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Whoever offers two Rak'at Salatud-Duha regularly, his sins are forgiven even if they be as much as the foam of the sea. (Ibn Majah: 1382)
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.