TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, July 22, 2018

Quran Hadees-th 8th Zee-qada, 1439 hijri-22nd-July-2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙🗓 8th Zee-qada, 1439 Hijri
☀🗓 22nd July, 2018

"1⃣   Ek din-o-raat mehmaan ki khidmat us ka jaaiz haq hai aur us ki da'awat-o-mehmaan nawaazi teen din hai, us ke baad ki mezbaani us ke liye sadqa hai aur mehmaan ke liye ziyaada din thehar  kar mezbaan ko tangi mein mubtela karna jaaiz nahi hai.""{Bukhaari:6135}"

"2⃣ "Jo log apne maal ALLAAH ke raaste mein kharch karte hain phir kharch karne ke baad na eshaan jatlaate hain aur na koi takleef pohnchaate hain, woh apne parwardigaar ke paas apna  sawaab paayenge.""{Sura-e-baqarah:262}"

"3⃣ "Aapas mein ikhtilaaf mat karo, warna tumhaare dil mukhtalif ho jaayeinge.""{Abu daaood:675}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (204th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.