TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, July 28, 2018

Quran Hadees-th 14th Zee-qada, 1439 hijri-28th-July-2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙14th Zee-qada, 1439 Hijri
☀28th July, 2018

"1"Jis ko ALLAAH Ta'ala aulaad de toh us ka achcha naam rakhna chaahiye aur us ki ahchi tarbiyat karna chaahiye, aur jab woh baalig ho jaaye toh us ki shaadi kara dena chaahiye, agar baalig hone ke baad shaadi nahi karaaye aur woh gunaah mein mubtela hoga, toh us ka baap us gunaah ka zimmedaar hoga.""{Sho'abul imaan:8299}"

"2"Rasoolullahï·º jab bachchon ke paas se guzarte to khud un bachchon ko salaam kiya karte the.""{Tirmizi:2696}"

"3"Jo shakhs ALLAAH aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho, to use chaahiye ke rishtedaaron ke saath achchha sulook kare.""{Bukhaari:6138}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (210th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.