TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, July 11, 2018

Quran Hadees-27th Shawwaal, 1439 Hijri-11th July 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙26th Shawwaal, 1439 Hijri
☀11th July, 2018

"1"Baap jannat ka ek darmiyaani darwaaza hai, ab tum chaaho toh (baap ki na farmaani kar ke) us ko barbaad kar do, ya (baap ki farmaan-barbaadi kar ke)us ki hifaazat kar lo.""{Tirmizi:1900}"

"2"Jis mein fahash ya sakht kalaami ho woh us ko aibdaar bana deti hai aur jis mein haya ho woh us ko khoobsoorat bana deti hai.""{Tirmizi:1974}"

"3"Rasoolullahﷺ  ne hamein namaaz padhne , sadqa karne , paak daaman rehne aur sila rahmi karne ka hukm farmaaya hai.""{Bukhaari:5980}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (193rd day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.