💢❄💢❄ ﷽ 💢❄💢
╂─────────────────╂
🕋 SAWALAAT-E-HAJJ 🕋
╂─────────────────╂
┗────┯ posт ղo☞06
✧⇝❥Ehram Bandhne Ke Baad Kin Chizo Se Bachna Zaruri Hai Yaani Ehram Ki Pabandiya Kya Kya Hai???
★➻ Ehram Bandhne Yaani Hajj Ya Umrah Ki Niyat Aur Phir Labbaik Padhne Ke Baad Se Niche Likhi Hoi Cheez Se Bachna Zaruri Hai, Jab Tak Arkan Se Farig Ho Kar Sar Ke Baal Na Kata De.
✧≫1) Sar Aur Chera Ko Kapde Se Na Dhakna, {Aurato Ke Liye Sar Dakhna Hai}
✧≫2) Khushbu Istimal Na Karna , Na Khushbudaar Cheez Khana, Na Pina, Na Sunghna.
✧≫4) Baal Aur Nakhun Na Katna Na Ukhadna
✧≫5) Pair Ki Ubhri Huwi Haddi Khuli Rakhna,{Aurato Ke Liye Pair Ki Ubhri Howi Haddi Band Karna Hai}}
✧≫ 6) Badan Par Jama Huwa Mail Na Nikalna (Khujane Se Mail Nikalta Hai .Isliye Khujane Se Bachna Chahiye)
✧≫7) Miya Biwi Saath Ho To Khwahish Ubharne Wala Koi Kaam Na Karna , Na Ishara Karna, Na Aisi Koi Baat Karna,
✧≫8) Khushki Ka Shikar Na Karna Aur Na Hee Shikar Ki Taraf Ishara Karna
✧≫9) Haram Ki Ghaas Patte Na Todna
✧≫10) Aakhri Aur Aham Hajj Me Aur Hajj Ke Ehram Me,
★➻1) Behayaie Nahi.
★➻2) Gunah Nahi.
★➻3) Jhagda Nahi.
Wallahuaalam
✦➛🗂➻✦Mustafad Az Mukhtalif Kutube Fiqah
📮☞ Next Post Bhahut Jald In Sha Allah
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.