💢❄💢❄ ﷽ 💢❄💢
╂─────────────────╂
🕋 SAWALAAT-E-HAJJ 🕋
┗────┯ posт ղo☞02
✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Zameen Hai Lekin Naqad Rupiya Paad Me Nahi Hai To Kya Zameen Bech Kar Hajj Karna Zaruri Hai...?
★➻ Agar Kisi Ke Paas Itni Zyada Zameem Hai Ke Uska Ek Tukda Hajj Ke Liye Bechne Ke Baad Bhi Itni Zameen Baqi Rahe Ke Uske Aur Uske Ahlo Ayaal Ke Liye Kaafi Hai. To Aise Aadmi Ko Apni Zameen Ka Kuch Hissa Bechna Lazim {Jaruri} Hai Aur Us Par Hajj Farz Hai.
✦➛🗂➻✦Mustafad Az Masaile Hajj O Umrah
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✧⇝❥Agar Zarurat Se Zyada Makan Ya Samaan Kisi Ke Paas Hai To Kya Us Par Hajj Farz Hai...?
★➻Kisi Ke Paas Zarurat Se Zyada Makan Ya Samaan Hai Ya Zameen Ya Baag Hai Aur Woh Uski Aamdani Ka Mohtaj Nahi Hai Aur Un Chizo Ki Maaliyat Itni Hai Ke Unko Bech Kar Hajj Kar Sakta Hai To Unko Hajj Ke Liye Bechna Wajib Hai.
✦➛🗂➻✦Mustafad Az Muallimul Hujjaj 79.
📓Note:- Jo Log Hajj Ko Jane Wale Hai Woh Baqaida Amalan Jahan Par Hajj Sikhaya Jata Hai Wahan Ja Kar Sikhe,,Aisa Na Ho Ke Whatsapp Par To Masail Aate Hee Hai Hum Ghar Baithe Hee Sikh Lenge.
📮☞ Next Post Bhahut Jald In Sha Allah
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.