💢❄💢❄ ﷽ 💢❄💢
╂─────────────────╂
🕋 SAWALAAT-E-HAJJ 🕋
╂─────────────────╂
┗────┯ posт ղo☞01
✧⇝❥Hajj Ki Kitni Qisme Hai Aur Unke Naam Aur Tariqa Kya Hai...?
★➻Hajj Ki 3 Qisme Hai.
✧≫ 1) Hajje Ifrad-Sirf Hajj Ka Ehram Bandh Kar Haj Ke Tamam Arkan Ada Karna.
✧≫ 2)Hajje Qiran- Hajj Wa Umrah Ka Ehram Sath Me Bandhna Aur Dono Ke Tamam Arkan Ada Karna.
✧≫ 3) Hajje Tamattu-Ayyame Haj Me Miqat Se Sirf Umre Ka Ehram Bandhna . Tamam Arkan Ada Karna . Phir Makkah Hee Se Hajj Ka Ehram Bandhna Aur Uske Tamam Arkan Ada Karna.
📔 Hajj Ke Masail,
〰〰〰〰〰〰〰〰〰
✧⇝❥Hajj Kin Logo Par Farz Hai Aur Talbiya Kya Hai...?
★➻Hajj Aise Musalman Par Farz Hai Jo Aaqil Ho Balig Ho Aur Mali Gunjaish Itni Ho Ke Bunyadi Zarurat Ke Alawa Sawari Aur Safar Ke Dusre Kharche Muyassar Ho. Aur Is Puri Muddat Me Un Logo {Ghar Walo} Ka Nafqa Ada Karne Ki Position Me Ho Jin Ka Nafqa Us Ke Zimme Hai.
Agar Itne Budhape Me Itna Maal Aaya Ke Safare Hajj Par Jana Mumkin Na Ho To Hajje Badal Karana Wajib Hai.
📔 Mustafad Az Kitabul Fatawa
📮☞ Next Post Bhahut Jald In Sha Allah
https://chat.whatsapp.com/DO6zL9zZqxY7qt1GgBeQhK
💢❄💢❄💢❄💢❄💢
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.