🍁 Nabi-e-Kareem (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ka irshaad hai ke Ilm waalon ke liye aasmaan-o-zameen ki saari cheezein magfirat ki dua karti hain, yahaan tak ke darya ke paani ke andar rehne waali machhliyaan bhi. (Abu Dawood: 3641)
✺ Deen ki baaton ko seekhna zaroori hai aur us ke bahot fazaail hain. Jo shakhs Ilm-e-Deen haasil karta hai Allah ke yahaan us ka bada maqaam hai, saari makhlooq Ilm-e-Deen haasil karne waale ke liye magfirat ki dua karti hai.
🌷*Hadith of the Day*🌷
🍁 Hadith: 'Abdullah ibn 'Amr Radiyallahu 'anhuma narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: Allah the Compassionate bestows mercy upon the merciful people. So, have mercy upon the inhabitants of the earth, the One in the Heaven will be merciful to you. (Abu Dawud: 4941)
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.