*★ SHAB-E-QADR ★*
Mubarak Raato Ko Kaise Guzaare
Salatut Tasbeeh Ka Tareeqa
Is Namaz Ko Padhne Ka Tareeqa Jo ↡
Hazrat Abdullah Bin Mubarak Rh.. Se Tirmizi Sharif Me Mazkoor Hai Ye K ,Takbeere Tehrima Yaani Allahu Akbar Ke Baad Sana Yani ” Subhaanaka Llahumma ” Padhe Fir Tasbeeh Yani
سُبْحَان اللهِ وَ الْحَمْدُ لِلّهِ وَ لآ اِلهَ اِلّا اللّهُ، وَ اللّهُ اَكْبَرُ
” Subhaanallahi Wal Hamdulillahi Wa Laailaaha Illallahu Wallaahu Akbar “--15 Martaba Padhe ,
⇏ ,أعوذ بالله من الشيطان الرجيم
*” A’Uzubillahi Minash Shaytaanir Rajeem ,”*
ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
- Takbeere Tehrima Yaani Allahu Akbar Ke Baad Sana Yani ”
- Subhaanaka Llahumma ” Padhe Fir Tasbeeh Yani Subhaanallahi Wal Hamdulillahi Wa Laailaaha Illallahu Wallaahu Akbar “--15 Martaba Padhe
- ” Bismillahir Rahmaanir Raheem “Padhe
- Fir ” Alahamdu Sharif Aur Dosra Soorat Padhe ,
- Fir Qayaam Me Hee Ruku Me Jane Se Pehle Hee Tasbeeh 10 Martaba Padhe
- Fir Ruku Kare Aur Ruku Ki Tasbeeh Ke Baad Wahi Kalamaa 10 Martaba Kahe ,
- Fir Ruku Se Uth Kar Qoma Me ” Sami’Allah……..” Ke Baad 10 Baar
- Aur Dono Sajdo Me Sajde Ki Tasbeeh Ke Baad 10 – 10 Baar
- Aur Dono Sajdo Ke Darmiyan Bethne Ki Haalat Me Yani Jalse Me 10 Baar Wahi Kalamaate Tasbeeh Padhe ,
- Is Tarah Har Raka’At Me 75 Martaba
- 4 Raka’At Me 300 Martaba Ye Kalamaat Tasbeeh Ho Jayegi ,
” Subhaanallahi Wal Hamdulillahi Wa Laailaaha Illallahu Wallaahu Akbar “
⇒is tarah pehli rakaat men 75 baar⇒khade hote hi pehle 15 baar
⇒fir surah ke baad 10 baar
⇒fir rukoo mein 10 baar
⇒fir qaidah mein 10 baar
⇒fir sajde men 10 baar
⇒fir jalsaa mein 10 baar
⇒fir dusre sajde mein 10 baar
⇒is tarah 75 martaba tasbeeh padhen
⇒Har Ek Ek Rakaat men padi jaaegi
⇒2 tisri rakaat mein 75 maratabaa
⇒3 tisri rakaat mein 75 maratabaa aur
⇒4 chothi rakaat mein 75 martaba tasbeeh padhen.
⇒is tarah chaar rakaat men kul 300 martabaa tasbeeh padhi jaaegi
*Ref-┐Fazail-E-Zikr*
*_ғσʟʟσɯ αɳd ғσʀɯαʀd_*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.