••═༻Quran Ka Tarjuma༺═••
┌┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┐
✽••Post No➛ 07••✽
└┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┘
❀ Para No-30 ❀
❍╍╍❨Surah Naziaat❩╍╍❍
✦⇝ Is Surah Me 46 Ayat Hai, Aur Ye Surah Makka Me Nazil Hui Hai.
※⇝1 se 6 Ayat is Post Me Hain.
★⇝❥ SHURU KARTA HUN ALLAH KE NAAM SE JO BADE MEHARBAN,NIHAYAT REHAM WALE HAIN.,_
❶➻ Qasam Hai Un Farishton Ki Jo {Qafiron Ki} Jaan Sakhti Se Nikalte Hain,
❷➻ Aur Jo {Musalmano Ki Rooh Asaani Se Nikalte Hain Goya Unka} Band Khool Dete Hain,
❸➻ Aur Jo Tairate Hue Chalte Hain,
❹➻ Fir Tezi Ke Saath Daudte Hain,
❺➻ {Un Sabki Qasme Khaa Kar Kahte Hain Ke Qiyamat Jarur Aayegi} Jis Din Hila Dene Wali Cheez Hila Dalegi {Isse Sur Ka Pahli Baar Phonka Jana Muraad Hain},
❻➻ Jiske Baad Ek Piche Aane Wali Cheez Aayegi {Isse Sur Ka Dusri Baar Phonka Jana Muraad Hain.}
Tafseer Ibne Kaseer Jild 6,Safa 568. {sirf Tarjuma Likha Jaa Raha}
🔖 Note 🔖
⇊⇊⇊⇊
Band kholna=jaise koi asaani se gaant khol dete hai.
👥→ Reα∂ αɳd ғσʀɯαʀd
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.