TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, June 23, 2018

Quran Hadees-7th Shawwaal, 1439 Hijri-23rd June 2018

AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi waBARAKAATuh

Tajdeed-e-eemaan: Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH

🌙 8th Shawwaal, 1439 Hijri
☀ 23rd June, 2018

"1"Har roz jab ALLAAH ke bande subah ko uthte hain , do farishte naazil hote hain, un mein se ek kehta hai : ae ALLAAH ! (achche kaamon mein) kharch karne waale ko bahot ata farma aur farna aur doosre kehta hai ; ae ALLAAH ! maal ko (achche kaamon mein kharch karne ke bajaaye) rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma.""{Bukhaari:1442}"

"2"Duniya mein is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya raasta chalta musaafir.""{Bukhaari:6416}"

"3"Tum do aadaton ko ikhtiyaar kar lo, (1) ziyaada khaamosh rehne ki aadat, (2) achchhe akhlaaq se pesh aane ki aadat.""{Sho'bul imaan:4941}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (175th day)

Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.






No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.