Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *16th Ramaz'an, 1439 Hijri*
☀📅 *1st June, 2018*
"1"Baap ke saath husn-e-sulook ka a'ala darja yeh hai ke us ke chale jaane ke baad us ke saath milne julne waalon ke saath achcha sulook kare.""{Muslim:6679}"
"2"Isi wajah se ham ne bani israail ko yeh farmaan likh diya tha ke jo shakhs kisi ko sharaee haq aur zameen mein fasaad ke bagair qatl kar de to goya us ne tamaam insaanon ko qatl kar diya.""{Sua-e-maaidah:32}"
"3"Tum qayaaamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaaoge , is liye achchhe naam rakha karo.""{Abu daaood:4948}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (153rd day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*






.jpg)

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.