🌷*Aaj Ki Hadees*🌷
🍁 خَيْرُكُمْ مَنْ تَعَلَّمَ الْقُرْآنَ وَعَلَّمَهُ
✺ *Khairukum man ta'allamal Qur'aana wa 'allamah*
✺ Tarjama: Tum mein sab se behtar woh hai jo Qur'aan ko seekhe aur sikhaaye.
✺ (Bukhaari: 5027)
✺ Qur'an-e-Kareem duniya ki sab se achchhi kitaab hai, is mein achchi achchi baatein aur qisse hain. Jin ko padh kar insaan ko sukoon milta hai, aur us par amal karne se duniya-o-aakhirat mein kaamyaabi milti hai, jo aadmi Qur'aan padhta aur padhaata hai, woh sab se achchha aadmi hai.
📲 *Shared via Aaj ki Hadees Android App* - Goo.gl/mG7wGi
🌷*Hadith of the Day*🌷
🍁 Hadith: Jabir ibne-'Abdullah Radiyallahu 'anhuma narrates: I heard Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam saying: The best Dhikr (remembrance of Allah) is La ilaha illallah, and the best Du'a (supplication) is Alhamdulillah (Praise be to Allah). (Tirmidhi: 3383)
✺ Note: This Kalimah is the basis of the entire Deen. Without the belief in Kalimah, neither Iman (faith) nor Aa'mal (deeds) are acceptable. Alhamdulillah (Praise be to Allah) is said to be the best Du'a because praising Allah, Who is the Most Generous, amounts to asking Him for His help or favours. (Mazahir Haque)
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.