┐✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌
─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
*📿RAMZAN KI FAZILAT📿*
─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
*↶ ❖ PART↝04 ❖ ↷*
↷
┌◆↷ *ROZE KA MAKSAD*
★ Allah Rabbul Izzat Ne Surah Baqraah Ki Aayat 183 Me Farmaya Aur Kaha:
★Al-Quraan:
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا كُتِبَ عَلَيْكُمُ الصِّيَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى الَّذِينَ مِنْ قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُونَ
*Aye Emaan Walo Tum Par Roze Farz Kiye Gaye, Jaise Tumse Pichli Ummato Par Farz Kiye They Ta’ake Kahi Tum Taqwa(Parhezgaari) Ikhtiyar Karo..”*
*⇲╰ReF╯↝[ 🗂Al-Quraan 2:183 ]*
★To Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. Taqwa Roze Ka Paigaam Hai,..
Taqwa Ramzan Ka Paigaam Hai,..
★Aur Allah Rabbul Izzat Ne Baar-Baar Iss Paigaam Ko Dohraaya –
“Aye Wo Logo Jo Imaan Laye Ho Taqwa(Parhezgaari) Ikhiyar Karo” Aur Ye Aayat Quraan Me Baar–Baar Repeat Hui Hai , To Gour Karne Waali Baat Hai Ke Taqwa Yaani Allah Ka Darr Jo Ki Bohot Hi Ahmiyat Waali Baat Hai Jiska Paigam Hume Diya Gaya,..
★Isiliye Kyunki Allah Ka Darr Jab Insan Me Aa Jata Hai Tou Insan Haram Aur Halal Ki Tamiz Karne Lagta Hai ,..Deeno Shariyat Aur Duniyawi Fizul Kaamo Me Fark Karne Lagta Hai ,Duniya Par Aakhirat Ko Tarji Deney Lagta Hai, Dhokeybazi, Jhuth Aur Tamam Buri Khaslato Se Ahtiyat Karta Hai ,
★To In’sha’Allah-Ul-Azeez! Iss Unwan Me Hum Iske Taaluk Se Mukhatar Sa Bayan Karne Ki Koshish Karenge
*⇲╰ReF╯↝[ 🗂 ]*
┬━─━─┬─━─━─━─━─┬
*◆Part -05◆ Next In sha Allah*
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
📃→ *_pαdhє_*
📿→ *_αmαl kαrє_*
👥→ *_duѕrσ tαk pαhσchαчє_*
╚════▤▤▤▤▤▤▤◉┅┄╮
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.