TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, May 20, 2018

RAMZAN KI FAZILAT KYA HAI


      ┐✭  ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ ✭┌

─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
   *📿RAMZAN KI FAZILAT📿*
─━━━━━━▤⊙▤━━━━━━─
       
       *↶  ❖ PART↝05 ❖ ↷*
┌◆↷ *RAMZAN KI FAZILAT KYA HAI*

★ Waise To Ramzan Ki Fazilatey Beshumar Hai Lekin Tamam Fazilatey Iss Mukhtasar Se Wakt Me Humare Liye Ginwana Mushkil Hai, Lihaja Hum Iss Unwaan Me Chand Aham Fazilato Ka Hi Zikr Karne Wale Hai ?.

★ 1st – FAZILAT:* 
Iss Mahine Ko Farz Ibadat Ke Liye Muntakhib Kiya To Sabse Pehli Ahmiyat Iss Mahine Ramzan Ki Ye Hai Ke Allah Rabbul Izzat Ne Iss Mahine Ko Apni Farz Ibadat “Roze” Ke Liye Intekhab Kiya, Bus Yahi Samjhne Ke Liye Kaafi Hai Ke Iski Fazilat Kya Hai ?

★Mafhoom-e-Hadees Hai Ke:
Hazrate Abdullah Bin Umar (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya :
“Islaam Ke Sutoon Paanch (5) Hai,..”

☛1). Pehla Ye Ke Allah Hi Ki Ibadat Ki Jaye Aur Uske Siwa Tamaam Jhoote Allahon Ka Inkaar Kiya Jaye,

☛2). Namaaz Parhna,

☛3). Tisre Zakaat Dena,

☛4). Baitullah Ka Hajj Karna, Aur

☛5). Ramzan Ke Roze Rakhna

*⇲╰ReF╯↝[ 🗂 Sahih Muslim Sharif]* 

★Islam Me Asal 5 Faraiz Ibadat Hai Jisme Se “Roza” Bhi Ek Farz Ibadat Hai , Aur Isi Ibadat (Roze) Ke Liye Allah Rabbul Izzat Ne Iss Mahine (Ramzan) Ka Intekhab Kiya Yehi Ek Badi Aham Fazilat Hai  To Hume Chahiye Ke Iss Farz Ibadat Ko Khushu Aur Khuju Ke Sath Takmeel Tak Pohchaye Taa’Ki Ye Jeddo Jehad Humare Liye Bayase Maghfirat Ho
┬━─━─┬─━─━─━─━─┬ 
*◆Part -06◆ Next In sha Allah

╔┅┅┐
◉       ⚀⊙:➻┐
               📃→ *_pαdhє_* 
       📿→ *_αmαl kαrє_* 
👥→ *_duѕrσ tαk pαhσchαчє_*              
╚════▤▤▤▤▤▤▤◉┅┄╮

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.