┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬03 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ke Fazail -1
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat ibne Abbaas Raziyallahu Anhu se rivayat he k, Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,
” Jo shakhs Allah ki raza ke liye ek din ka Aitkaaf karta he to Allah ta’ala uske aur Jahannam ke darmiyan teen khandaqo ko aad bana denge,
Ek khandaq ki musafat asmaan o zameen ki darmiyani musafat se bhi zyada chodi he,
®Al Muajmul Avsatul Tabrani, 5/279
⇨ Faayda: –
★ Subhanallah ! Jab ek din ke Aitkaaf ki ye fazilat he to Ramzanul Mubarak ke Aakhri ashre ke Aitkaaf ki kya fazilat hogi?
★ Khush qismat he’n wo log Jo Ramzanul Mubarak ki Mubarak ghadiyo me Aitkaaf karte he’n aur mazkura fazilat ke mustahiq qaraar paate he’n,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 15
4,NEXT ,in sha Allah,
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.