┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬08 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf E Sunnat
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaafe Sunnat wo he jo sirf Ramzanul Mubarak ke aakhri ashre me kiya jata he,
⇨ Masail e Aitkaafe Sunnat: –
★ 1- Ramzan ke sunnat Aitkaaf ka waqt Beesva Roza poora hone ke din gurube aftaab se shuru hota he aur Eid ka chand nazar aane tak rehta he, Moatkif ko chahiye k wo Beesve din gurube aftaab se pehle Aitkaaf wali jagah pahunch jaye,
★2- Ye Aitkaaf Sunnate Mokada alal kifaya he Yani bade shehro ke mohalle ki kisi ek masjid me aur Gaanv dehaat ki poori basti ki kisi ek masjid me koi ek Aadmi bhi Aitkaaf karega to sunnat sabki taraf se Ada ho jayegi, agar koi bhi Aitkaaf na kare to sab gunahgaar honge,
★ 3- Jis Mohalle ya basti me Aitkaaf kiya gaya he us mohalle aur basti walo ki taraf se sunnat Ada ho jayegi, agarche Aitkaaf karne wala doosre mohalle ka ho,
,,,,,,,,,,,, To be continued,,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 19
9 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.