▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*سلسلہ نمبر(١٣)*
🗒 *افطار کی فضیلت*🗒 *حدیث*🗒
*﴿اِفطاری کے فضائل﴾*
*سحری کی طرح اِفطاری بھی ایک سنّت اور عبادت کا عمل ہے جس میں برکتیں اور رحمتیں رکھی گئی ہیں،اللہ تعالیٰ اِس وقت میں بندوں کی مغفرت فرماتے ہیں، دعائیں قبول ہوتی ہیں اور جہنم سے لوگوں کی گردنیں آزاد کی جاتی ہیں،اِس لئے اِس اہم وقت کی بڑی قدر کرنی چاہیئے ۔*
*آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا :*
*روزہ دار کیلئے اُس کےروزہ کھولنے کے وقت ایک(مقبول)دعاء ہوتی ہے جو ردّ نہیں کی جاتی ۔*
📚 *{شعب الایمان : ٣٦٢١}*📚
🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀
*Sr.No.(13)*
*Iftaari Ki Fazeelat* *HADEES*
*{Iftaari Ke Fazaail}*
*Sehri Ki Tarah Iftaari Bhi Ek Sunnat Aur Ibaadat Ka Amal Hai Jis Me Barkaten Aur Rahmaten Rakhi Gayi Hain, Allah Ta’aala Is Waqt Bandon Ki Magfirat Farmaate Hain, Du’aayen Qabool Hoti Hain Aur Jahannam Se Logon Ki Gardanen Aazaad Ki Jaati Hain, Is Liye Is Ehem Waqt Ki Badi Qadar Karni Chaahiye.*
*Aap ﷺ ne farmaaya:*
*Rozedaar ke liye us ke Rozah kholne ke waqt Ek (Maqbool) Du'aa hoti hai jo Rad nahin ki jaati.*
📚 *{Sho'ab-ul-imaan:3621}*📚
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
*مفتی محمد بلال شیخ*
🇮🇳دارالافتاء والارشاد،باندرہ، ممبئی، مہاراشٹر 🇮🇳
*Mufti Muhammad Bilal Shaikh*
🇮🇳Darul Ifta wal Irshad, Bandra, Mumbai, Maharashtra, 🇮🇳
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.