TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Thursday, March 15, 2018

Quran Hadees 26th Jamadi-us-saani-1439-Hijiri-15th March

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙📅 *26th Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *15th March, 2018*

"1"Zameen par sab se behtreen paani aab-e-zam zam hai, yeh khaane waale ke liye khaana aur beemaar ke liye shifa (cure) hai.""{Tabraani ausat:3912}"

"2"Jo shakhs koi aibdaar cheez us ka aib bataaye bagair bechega, woh baraabar ALLAAH ki naaraazgi mein rahega aur malaaika us par baraabar laanat bhejte rehte hai.""{Ibne maaja:2247}"

"3"Jo shakhs dunya ke peechhe pad jaaye (us ka ho kar reh jaaye), us ka ALLAAH Ta'ala se koi ta'alluq nahein.""{Mo'ajame ausat:471}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (75th day)

*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.



No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.