TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, March 11, 2018

Quran Hadees 22nd Jamadi-us-saan-1439-Hijiri-11th March

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙📅 *22nd Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *11th March, 2018*

"1"ALLAAH tumhaari aulaad ( ke liye meeraas (inheritance)) ke baare mein tum ko hukm deta hai ke mard ka hissa 2 aurton ke baraabar hai.""{Surah-e-nisa:11}"

"2"Agar tum maaf kardo , dar guzar kardo aur bakhsh do to ALLAAH bahot bakhshne waala, bada maherbaanhai.""{Sura-e-tagaabun:14}"

"3"4 Cheezein khush naseebi ki alaamat hain: 1] nek biwi, 2] kushaada makaan, 3] nek padosi, 4] umda sawaari.""{Musnade ahmed : 4032}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (71st day)

*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.