TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, March 28, 2018

Aaj ki Hadees-Tum mein se koi apne doosre bhaai ki

🌷*Aaj Ki Hadees* 🌷

🍁 Hadees: Huzoor ﷺ ne farmaaya: Tum mein se koi apne doosre bhaai ki lakdi aur chhadi bhi (bagair ijaazat) na le, na hi mazaaq mein aur na hi lene ke iraade se. Aur agar kisi ne le liya ho, to us ko waapas kar de. (Tirmizi: 2160)

✺ Matlab yeh hai ke lakdi aur chhadi jaisi maamooli cheez bhi ijaazat ke bagair nahin lena chaahiye, hatta ke hansi mazaaq mein bhi aisa na kare. Aur agar kisi ki koi cheez galti se leli hai, to us ko waapas kar dena chaahiye, yeh nahin samajhna chaahiye ke yeh to ek maamooli cheez hai is ko waapas karne ki kya zaroorat hai.

🌷*Hadith of the Day*🌷

🍁 Hadith: 'Ali Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: O People of the Qur'an! Offer Witr Salat, for verily Allah is Witr, and He loves the Witr. (Abu Dawud: 1416)

✺ Note: Witr in Arabic refers to His Oneness, that is being without partners. Allah also loves actions done in odd numbers. Many examples of it are found in Shari'ah and Sunnah. Witr Salat is loved by Allah because it has an odd number of Rak'at. (Majma' Bihar-ul-Anwar)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 *Download Islamic Messages Android App* - Goo.gl/mg4455

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.