*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *13th Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *2nd March, 2018*
"1"Tum sab mein mujhe ziyaada mohabbat us shakhs se hai jis ke akhlaaq ziyaada achche hain.""{Bukhaaari:3759}"
"2"Jaan bhoojh kar sood ka ek dirham bhi khaana, 36 martaba zina karne se ziyaada sakht gunaah hai.""{Musnade ahmad:21957}"
"3"Jo shakhs apne maan baap ki farmaanbardaari karta hai, ALLAAH Ta'ala us ki umr mein izaafa kar deta hai.""{Mustadrak haakim:7257}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (62nd day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*






.jpg)

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.