*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *8th Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *25th February, 2018*
"1"Hazrat muhammad ï·º ko jab bhi koi ahem kaam pesh aata toh namaaz padhne lagte.""{Abu daawood:1319}"
"2"Jis ne paani ka kunwaan khudwaaya aur us se kisi pyaase parinde , jin ya insaan ne paani piya, to qayaamat ke din ALLAAH Ta'ala us ko ajr ata farmaayega.""{Sahih ibne khuzaima:1292}"
"3"ALLAAH Ta'ala ko 3 baatein na pasand hain: (1) fuzool baatein, (2)rupya paisa barbaad karna,(3) bila zaroorat kasrat se maangna.""{Bukhaari:1477]"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (56th day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*






.jpg)

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.