TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Sunday, February 11, 2018

Quran Hadees - 24th Jamadi-ul-awwal - 11th February

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙📅 *24th Jamadi-ul-awwal, 1439 Hijri*
☀📅 *11th February, 2018*

"1"Jis ne halaal rozi khaayi aur sunnat ke mutaabiq amal kiya aur log us ke zulm se mehfooz rahe, toh woh jannat mein daakhil hoga.""{Tirmizi:2520}"

"2"Aye imaan waalo! apne gharon ke alaawa doosre gharon mein us waqt tak daakhil na ho jab tak ijaazat na le lo aur us mein basne waalon ko salaam na kar lo, yahi tareeqa tumhaare liye behtar hai, ummeed hai ke tum khayaal rakhoge.""{Sura-e-noor:27}"

"3"Bimaar ki dua tandurust hone tak rad nahein hoti.""{Sho'bul imaan:10029}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (42nd day)

*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*






No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.