TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Saturday, February 3, 2018

Quran Hadees - 16th Jamadi-ul-awwal - 3rd February

*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*

Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*

🌙📅 *16th Jamadi-ul-awwal, 1439 Hijri*
☀📅 *3rd February, 2018*

"1"Jo shakhs koi aib-daar (nuqsaan waali) cheez us ka aib(nuqsaan) bataaye bagair bechega, woh baraabar ALLAAH ki naaraazgi mein rahega.""[Ibn-e-maaja:2247}"

"2"Jo shakhs apne biwi bachchon aur khaandaan waalon par kharch karta hai, to us ko sadqa karne ka sawaab milega.""{Tabraani ausat:3897}"

"3"Apne kisi musalmaan bhai ko dekh kar muskuraana bhi sadqa hai.""{Tirmizi:1956}"

Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (34th day)

*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*




No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.