*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *6th Jamadi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *23rd February, 2018*
"1"Momin ki tabiyat wa fitrat mein har aadat ho sakti hai, siwaaye khayaanat (betrayal) aur jhoot ke.""{Musnad-e-ahmad :22170}"
"2"Rasoolullahï·º is baat ko pasand nahin farmaate the ke as'haab (saathiyon) ki majlis mein khushbu lagaaye bagair tashreef le jaaein.""{Subulul huda war rashaad:7/337}"
"3"Khaane se pehle kharbooze ka istemaal pet ko bilkul saaf kar deta hai aur beemaari ko jad se khatm kar deta hai.""{Kanzul ummaal:28287}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (54th day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.