🌷*Hadith of the Day* 🌷
🍁 Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: A believing man or a believing woman continues to remain under trials and afflictions on his own self, on his children, and his wealth, until he meets Allah in such a condition that not a single sin remains on him. (Tirmidhi: 2399)
🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶🔶
🌷*Aaj Ki Hadees*🌷
🍁 Hazrat Abu Moosa Ashari Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Teen qism ke logon ka Ikraam karna Allah Ta'ala ki ta'zeem karne mein shaamil hai. Ek budha musalmaan, dusra wo Hafiz-e-Quran, jo aitedaal par rahe, teesra insaaf karne waala haakim. (Abu Dawud: 4843)
✺ Faida: Aitedaal par rehne ka matlab ye hai ke Quran-e-Shareef ki tilaawat ka ehtemaam bhi kare aur riyaakaron ki tarah tajweed aur hurf ki adayegi mein tajawuz na kare.
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.