TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Wednesday, January 17, 2018

Sawaal Aur Jawaab - Waseelah Lena

*WASEELAH LENA*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1236⭕

Wafat ke baad Huzur Salallahu Alayhi Wasallam, Anbiya (As.), Siddiqeen, Shuhada, aur Awliya ka waseelah ulamaa e dewband ke nazdeek jaiz hai ya na-jaiz? 

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Hamare nazdeek aur hamare mashaikh ke nazdeek duaon me in tamaam ka waseelah jaiz hai unki hayaat me ho ya wafat ke baad is taur par kahe ke ya Allah me fulan buzrug ke waseelsh se tujh se dua ki qabooliyat aur haajat baraayi chahta hun ya isee jaise aur kalimaat kahe. 

📗Al muhannad yani Aqaide ulamaa e dewband safa 10


No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.