*A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*
*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*
Tajdeed-e-eemaan: *Laa-ilaaha-illAL-LAAHu-Muhammadur-RasooluLLAAH*
🌙📅 *17th Rabi-us-s'aani, 1439 Hijri*
☀📅 *5th January, 201*
"👍" Maa baap mein maa ka haq baap se ziyaada hai.""{Bukhaari:5971}"
"👍" Sab se behtareen sadqa aapas mein sulah kara dena hai.""[Musnade shihaab:1280]"
"👍" Waalidain teri jannat bhi hain aur jahannam bhi (un ki jaaiz farmaanbardaari se jannat aur naafarmaani se jahannam milegi.""{Ibne maaja:3662}"
Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (5th day)
*Sabhi ke liye du'a ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*



.jpg)


No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.