TELEGRAM CHANNEL

TELEGRAM CHANNEL
TELEGRAM CHANNEL

Youtube Channel Subscribe Plz

Most Popular Videos

Download Books

Quran-Roman||

Quran Roman English||

TafsirIbnKathir||

Quran-Urdu||

Yaseen Sharif Roman English||

Yaseen With Meaning||

Quran-Hindi||

Quran-English||

Sahih Bukhari||

Yaseen Telugu||

QuranRomanEnglish||

Daily Namaz Suras & Duas

Quran Audio

Subah Ke Azkar||

Friday, September 29, 2017

🌷☪Quran Hadees 29th Sep ☪🌷

   *A'oozubiLLAAHi Minash shaitaa-nir Rajeem, BismiLLAAHir Rahmaanir Raheem*

*AsSALAAMu 'alaikum wa RAHMATullaahi wa BARAKAATuh*,

*Laa e laaha il-lal LAAHU - Muham-madur rasoolul LAAH*

🌙📅 *8th Moharram, 1439H*
☀📅 *29th September, 2017*

👉"Hazrat Muhammad peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the aur farmaate the : Aisa karne se itminaan ho jaata hain, takleef aur beemaari se hifazat hoti hai aur woh (pee hui) cheez khoob hazam hoti hain. (Muslim:5402)"

👉"(Qayaamat ke din momin ki) Taraazu mein achchhe akhlaaq se bhaari koi cheez na hogi. (Abu-dawood:4799)"

👉"Jis shakhs ko qasam khaana ho to use chaahiye ke woh ALLAAH (ke naam ya us ki sifaat) ki qasam khaaye ya chup rahe. (Buqari:6646)"

_Source: Deeniyath, Mumbai, Perceptual Calendars (273rd day)_

*Sabhi ke liye dua ki khaas guzarish, Ma-a's-SALAAM.*

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.